Websubmission

GK One Liner Part 4

GK One Liner Part 4

We will provide you Gk in One liner more than  100 Parts. It will help you CGl, chsl,bank, rrb, railways and other competitive exam. Out moto is that can learn more and more gk questions




151. Awarn Kamal Puraskar kis shetra se
sambandhit hai
Cinema
152. Ozon Parat kis Gas se bani hoti hai
Oxygen
153. Bharat ka Spice State kis rajya ko kaha
jata hai
Kerala
154. Bharat ka 80% koyla kaha se aata hai
Jharia aur Raniganj
155. Kon se desh me ek bhi cinema ghar nahi
hai
Bhutan
156. Rawan ke pita ka kya naam tha
Vishrwa
157. Vishv me kitni bhasha boli jati hai
2,792
158. UNESCO ka Mukhyalaya kahan par sthit
hai
Peris (France)
159. Bharat me sabse pahli film kon si thi
Raja Harishchandra
160. Ravinder nath Tagore ko Nobel Puraskar
kab diya gaya tha
1913 me.
161. Film me Acting karte samay kritrim aansoo
ke liye kya upyog kiya jata hai
Glisrin
162. Sone ki khudai se charcha me aaye gaanv
ka kya naam hai
Daundiya Kheda
163. Narendra Modi kis rajya ke lagatar Mukhya
Mantri bane rahe
Gujarat
164. Kon si pahli bhartiya company thi jise
Facebook ne kharida
Little Eye Lab
165. Manmohan Sing Lagatar kitne varsh tak
Pradhan Mantri rahe
10 Varsh tak
166. Prasidh Book “The Three Mistakes of My
Life” par bani film ka kya naam hai
Kai Po Chhe
167. Kis Bhartiya company ke MD ne haal hi me
chat se kood kar aatmhatya ki thi
TATA Motors
168. SAIL ki full form kya hai
Steel Authority of India Linited
169. Delhi me Arvind Kejriwal ki sarkar kul kitne
din chali
49 din
170. Mamta Banerjee ka sambandh kis political
party se hai
Trin-Mool Congress (TMC)
171. Gadar Party ki sthapna kis ke dwara ki
gayi thi
Lala Hardyal
172. Ghar me prayog kiye jane wale diye ki batti
me tel kis prakar chadta hai
Keeshika Kriya Dwara
173. Kis nadi ke pani ka prawah duniya ki anay
nadiyon se jyada hai
Amazon Nadi
174. Biogas kis kis ka mishran hai
Methane, Hydrogen, CO2, Hydrogen Sulphide
175. China ka sabse prachin (Purana) Rajvansh
kon sa hai
Shong
176. Hindu Swaraj Book ke lekhak kon hai
Mahatma Gandhi
177. Ashok Chakra me kitni teeliyan hoti hai
24
178. Uranium ka pramukh utpadak kon sa hai
Canada
179. Rajiv Gandhi ke pita ka kya naam tha
Firoz Gandhi
180. Saal ka sabse bada din kon sa hota hai
21 June
181. Book “Mother” kis lekhak dwara likhi gayi
hai
Maxim Gorky
182. Bijapur me sthit Gol Gumbaj ka nirman
kisne kiya tha
Muhammad Adil Khan
183. Electrons ki khoj kisne ki thi
J.J. Thomson
184. Radium ki khoj kisne ki thi
Robert Piyre aur Madam Curry ne
185. Pahli Bhartiya jisne Vishv Sundari ka
khitaab apne naam kiya
Reita Faria
186. Pahla British Viceroy kon tha
Lord Canning
187. Subhash Chandra Bose ko kisne sabse
pahle “Netaji” kah kar sambodhit kiya tha
Adolf Hitler
188. ISRO ka 100th Mission kon sa tha
PSLV-21
189. Bhopal Gas kand kab ghatit hua tha
2 aur 3 December 1984 ki Aadhi Raat ko
190. Bhopal Gas Kand me kon si Gas logo ki
maut ka kaaran bani thi
Methyl Isocyanate
191. Meri Com ka sambandh kis khel se hai
Boxing
192. Bharta me sthapit sabse pahla bank kon
sat ha
Bank of Hindustan
193. Sabse pahle kon se janwar ko antriksh me
bheja gaya tha aur uska kya naam tha
Laika (Dog) jo ki Sputnik-II me bheja gaya tha
194. Kis bharatiya jail ko National Heritage Site
ghoshit kiya gaya hai
Andaman Jail
195. EPZ ki full form kya hai
Export Processing Zone
196. Bahmani Samrajya ka antim samrat kon
tha
Kalim Ullah Shah
197. Asia Pacific Economic Corporation ki
sthapna kab ki gayi
1989
198. Ozon Diwas kis din manaya jata hai
16 September
199. Sabse pahla atyadhik prayog kiya jane
wala Web Browser kon sa tha
Mosaic (Jo ki 1993 me release kiya gaya tha)
200. Jeevan Beema ko rashtriya kab kiya gaya
1956
GK One Liner Part 4 GK One Liner Part 4 Reviewed by ssc guru trick on August 05, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.