Websubmission

GK One Liner part 3

GK One Liner Part 3 

We will provide you Gk in One liner more than  100 Parts. It will help you CGl, chsl,bank, rrb, railways and other competitive exam. Out moto is that can learn more and more gk questions




101. Amritsar Shahar ki neev kisne rakhi thi
Guru Ramdas
102. Bhart me sabse pahle kon sa samachar
patra prakashit hua tha
Bengal Gudget
103. Bharat me radio prasaran ki shuruwat kab
hui
1936
104. Bharat ke char MahaNagro me Internet ki
shuruwat kab hui
1997
105. America me Das Partha ko awaidh goshit
kab kiya gaya
1865
106. Aam Aadmi Party ka chunav chin kya hai
Jhadu
107. Type writer ka avishkar kisne aur kab kiya
tha
Peligrino ne 1808 me
108. Sachin Tendulkar ne aakhiri match kahan
khela
Mumbai me
109. Sachin Tendulkar ne apna aakhiri match
kiske khilaaf khela
West Indies
110. Bharat ka 29 va rajya kon sa bana hai
Telangana
111. UNO ki full form kya hai
United Nations Organization
112. Bukamp ka trivta maapne ke liya kis
paimane ka prayog kiya jata hai
Recter
113. Kis bhartiya rajya ki tat ( तट ) rekha sabse
lambi hai
Andhra Pradesh
114. Tehri Bandh kis nadi par bana hai
Bhagirathi
115. Bhartiya Savidhan me rajya niti ke
nirdeshak sidhant kis rashtra ka savidhan se liye
gaye hai
Ireland
116. Bharat ka Flying Sikh kise kaha jata hai
Milkha Singh
117. Vaayumandal ki sabse nichali parat kon si
hai
Shobh Mandal
118. Bengal ka sabse pahla Governor General
kon tha
Waren Hostings
119. Nalanda Vishva vidyalaya kis rajya me
sthit hai
Bihar
120. Bharat ka pahla Nagar Nigam kahan
sthapit hua tha
Madras
121. Nakhoon me upsthit protein ka kya naam
hai
Carotin
122. Gas Cylinder me Gas ki leakage ka pta
lagane ke liye kon se gandh yukt padarth ko
milaya jata hai
Ethelyn Marcaptan
123. Manushya shareer ka kon sa bhaag euriya
banata hai
Liver
124. Kaam karne ke baad Peshiyon me
thakawat kyo mahsoos hoti hai
Peshiyon me Lectic Amal ikktha ho jane ke
kaaran
125. Maru Mahotsav kahan manaya jata hai
Jaisalmer
126. Pakistan ka rashtriya khel kon sa hai
Hockey
127. Pustak “One Night at Call Center” ke
lekhak kon hai
Chetan Bhagat
128. PT Usha ka pura naam kya hai
Pilavullakandi Thekkeparambil Usha
129. Behrin ki Mudra (Currency) ka kya naam
hai
Dinar
130. Anna Hazare ka patrik gaanv Ralegan
Siddhi kis rajya me sthit hai
Maharashtra
131. Computer ko control karne wale program
ka kya naam hai
Operating System
132. Rashtriya chin ke niche likha gaya shabd
“Satyamev Jayte” kahan se liya gaya hai
Mundak UpNishad
133. Harit Kranti ki shuruwat kis varsh hui thi
1960
134. Sabse kathor (Hard) padarth kon sa hai
Heera
135. Swaj Nahar kin do sagro ko jodti hai
Lal Sagar aur BhuMadhya Sagar ko
136. Asia ko Europe se kon sa parvat alag karta
hai
Kakeshash
137. Asia shabd ki utpati kis bhasha ke shabd
se hui hai
Hibru bhasha ke Asu shabd se
138. Bharatiya sudhar samiti ki sthapna kisne
kit hi
Dada Bhai Naroji
139. Kis Rajya ki vidhan sabha ka karyakaal 6
varsh ka hai
Jammu Kashmir
140. Bahart me kitne Rajya aur Kendra Shashit
Pradesh hai
28 Rajya aur 7 Kendra shashit Pradesh
141. Abdul kalam Azad ko kis varsh Bharat
Ratna Award se sammanit kiya gaya
1992
142. Oscar Puraskar kis shetra se sambandhit
hai
Film
143. Duniya ka sabse purana shahar kise mana
jata hai
Damascus
144. Sahad me paya jane wala meetha padarth
ka kya naam hai
Fructose
145. Taslima Nasrin ka sambandh kis desh se
hai
Bangladesh
146. Manushya ki aankh ki shamta kitni hoti hai
576 Mege Pixel
147. Kis desh ne Mahilayon ko pahle Vote karne
ka adhikar diya hai
New Zealand
148. Olympic me prayog hone wale paanch ring
ka rang kya hai
Black, Blue, Red, Green and Yellow
149. Modem ki full form kya hai
Modulator and Demodulator
150. Kon sa Asian Desh “Land of Golden
Pagoda” ke naam se jana jata hai
Myanmar
GK One Liner part 3 GK One Liner part 3 Reviewed by ssc guru trick on August 05, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.