Websubmission

GK One Liner Part 7

GK One Liner Part 7

We will provide you Gk in One liner more than  100 Parts. It will help you CGl, chsl,bank, rrb, railways and other competitive exam. Out moto is that can learn more and more gk questions



301. Pahla Bhartiya bank kon sa tha
Bank of Hindustan
302. Bank of Hindustan kab se kab tak astitv
me raha
1770 se 1829 tak
303. Bhart ka dusra bank kon sa tha
General Bank of India (1786)
304. Sabse bada aur sabse purana bhartiya
bank kon sa hai
State Bank of India
305. PSU ki full form kya hai
Profit-making Public Sector Undertaking
306. Punjab National bank kab aur sthapit kiya
gaya
Saal 1895 Lahor me
307. Reserve Bank of India kab sthapit kiya
gaya
April 1935 me
308. Reserve Bank of India Nationalised kab
kiya gaya
1 January 1949
309. Banking Regulation Act kab prastavit kiya
gaya
1949
310. Pahla Bank jo bhartiyo dwara manage kiya
gaya
Oudh Commercial Bank
311. Bharat ka pahla videshi Bank kon sa tha
Chartered Bank
312. Sabse pahle kon sa Bank ISO certified hua
Canara Bank
313. Pahla Bhartiya Bank jisne Bharat ke bahar
Branch shuru ki
Bank of India
314. Pahla ATM kis Bank dwara lagaya gaya
HSBC Bank
315. Bhartiya Mudra (Currency) kis paper ka
prayog kar ke banai jati hai
Rag
316. Reserve Bank of India ka Head Office
kahan par sthit hai
Mumbai
317. RBI ka Head Office Kolkata se Mumbai kab
sthanantrit kiya gaya
1937
318. Reserve Bank of India ka pahla Governor
kon tha
C.D. deshmukh
319. Bharat ka kendriya Bank kon sa hai
Reserve Bank of India
320. Kis commission ne Reserve Bank of India
banana ka sujhav diya tha
Hilton Young Commission (Royal Commission)
321. VVIP Copper deal jo ki cancel ho chuki hai
kis kis ke beech honi tay hui thi
Indian Government aur AgustaWestland ke beech
322. Aam Aadmi Party ne kis state/territory par
jeet hasil ki
Delhi
323. January 2014 me kis Minister ne BJP ko
dobara join kiya
B.S. Yoddyurappa
324. Aam Aadmi Party ne kise Delhi Assembly
ka speaker niyukt kiya
MS Dhir
325. Kis Football Legend ki haal hi me mrityu
hui
Eusebio
326. West Bengal Human Rights Commission ke
chairman pad se kis ne istifa diya
Justice AK Ganguli ne
327. Pahla bharatiya male junior badminton
player jisne world me top rank hasil kiya
Aditya Joshi (Madhya Pradesh)
328.Haal hi me Kis telugu actor ne apne ghar
(Hyderbad) me aatmhatya ki hai
Uday Karan
329. January 2014 me Facebook ne kis
bharatiya company ko kharida hai
Little Eye Labs
330. BCCI ne 7th Annual Awards Ceremony me
Kis Cricketer ko CK Nayudu Lifetime
Achievement Award se sammanit kiya
Kapil Dev
331. Off-Spinner Ravichandran Ashwin ko kis
Award se sammanit kiya gaya
Poly Umrigar Award
332. Israel ke pradhan Mantri rah chuke, jinki
haal hi me mrityu hui unka kya naam hai
Ariel Sharon
333. Bangladesh ke Pradhan Mantri pad ki
shapath kisne grahan ki
Sheikh hasina
334. Haryana ki kis district me bharat ka sabse
bada 2800 MW nuclear power plant ka nirmaan
kiya jar aha hai
Fatehabad (Gorakhpur Village me)
335. Union Minister Sachin Pilot ko kis rajya ka
Congress chief ghoshit kiya gaya hai
Rajasthan
336. Prasidh kavi aur Dalit Panther Party ke
nirmata jinki haal hi me mrityu hui ka kya naam
hai
Namdeo Dhasal
337. Gary Kenneth Toomey kis Air company ke
CEO the jo pad unhone haal hi me tyag diya hai
Jet Airways
338. Parsidh Abhinetri Suchitra Sen ki haal hi
me mrityu hui hai, Unki Umar kya thi
82
339. AAP Neta Arvind Kejriwal kis ke khilaaf
dharne par baithe
Delhi Police
340. Hyderabad based National Police Academy
ki chief kis mahila ko banaya gaya hai
Aruna Bahuguna
341. Kis saal se pahle jaari ho chuke currency
note ko Reserve Bank of India ne band karne ka
nirnay liya hai
2005
342. Harward College ka Dean kise niyukt kiya
gaya hai
Rakesh Khurana
343. Kis city ne public ke liye Free WiFi spots
offer kiye hai aur Bharat ki aisa karne wali
pahli city ban gayi hai
Bangalore
344. Tata Motors ke kis Managing Director ki
haal hi me Five Star hotel ki chhat se girkar
maut hui hai
Karl Slym
345. Vijay Bahuguna jinhone haal hi me Resign
kiya hai kis rajya ke chief minister the
Uttarakhand
346. Uttarakhand ka naya chief Minister kise
niyukt kiya gaya hai
Harish Rawat
347. Aam Aadmi Party ki kis member ne Party
se istifa de diya hai
Madhu Bahduri
348. Sachin Tendulkar ke sath kise Bharat
Ratna Award se sammanit kiya gaya hai
CNR Rao
349. Kis bhartiya ko haal hi me Microsoft ka
CEO (Chief Executive Officer) banaya gaya hai
Satya Nadella
350. Maruti Suzuki India ne apni kis car ka
production band kar diya hai
Maruti 800
GK One Liner Part 7 GK One Liner Part 7 Reviewed by ssc guru trick on August 07, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.